Bolo re yaaro bam bam bhole
Darde dil bhi bam bam bhole
Apna pappu bada gyani
Par ladki ke aage wo ho jaaye pani
Yaaro ladkiyo ko gyaan na bato
Unke ghar ke chakkar kaatto
Gift mein sone ki baali
Kya hua agar jeb hai khali
Yaaro paise waise udhar tu karle
Lotane ke time par bam bam bhole
Are o kudiyo jindagi ke fande
Hamse tum jaan lo, o o kudiyo o o soniyo
Aajkal pyar wyar bhi ek karobar
Bam bam bhole, bam bam bhole
Ek taraf pappu ka pyaar hai sacha
Duji taraf banti hai mantri ka baccha
Yaara jhat pat socho phata phat socho
Aapka dulha kaun banega
Aap hi bolo main kya karu bhaiya
Mantri ka bacha hai akal ka kacha
Phir bhi hai woh sabse achha
Paise beshumaar red light wali car
Milegi na baar baar jindagi ke din char
Karo nahi waste yaar
Mauka mile toh fayda udale
Dar e dil ko bam bam bhole
Are o pappu tere paise se kya aana hai
Na roti na makaan
O pappu bolo bam bam bhole
Nahi agar paise toh hogi aish kaise
Bam bam bhole, bam bam bhole
Mehnat ke raste pe kaate hi kaate
He bhed na charao toh
Police wala dante bhaya
Palo nahi dhakan lekar aa tu makhan
Duniya ka rang tujhe tabhi dikhega
Makhan la ke main kya karu bhaiya
Paandu mama ko maska lagaade
Hawa mein ek baar goli chala de
Ghosit ho ja badmash neta
Mantri tere pass
Public ka bhi khas
Phir na koi tenson, lad ja election
Mauka mile toh fayda uthale
Baki sab kuch bam bam bhole
Bolo re yaaro bam bam bhole
Jor se bolo bam bam bhole.
Alka Yagnik
Mahalakshmi Iyer, Shaan
Mahalakshmi Iyer, Raj Jyoti
Alka Yagnik, Udit Narayan