Khoye se tum khoye se hum,
Hai aasma khoya khoya
Jane kyu ye chand hai chup
Khayalo mein khoya khoya
Khoye se tum khoye se hum,
Hai aasma khoya khoya
Jane kyu ye chand hai chup
Khayalo mein khoya khoya
Khoye se tum khoye se hum
Chehre par nadan si muskaan,
Aankho mein jhalke shararat kyu
Ye shararat hai bahekti,
In hawaao ki rok lo tum
Roke na ruke, hawaye
Teri chanda ko bhi hai behkaaya
Isliye chand bhi hai chupp
Khayalo mein khoya khoya
Khoye se tum khoye se hum
Dil toh chahe magar dhadkane ruk si jati hai
Na jaane kyu lehro mein thehri si kashti
Manzile gumsum, fasle kyu
Sharaart bhari nigahe teri,
Kare mujhe kya ishara
Taro ko bhi khabar nahi
Ki dil hamara kahi khoya
Khoye se tum khoye se hum.
Alka Yagnik
Mahalakshmi Iyer, Shaan
Mahalakshmi Iyer, Raj Jyoti
Raj Jyoti