Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Sawaali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Bhikh do meri joli hai khali
Ha khali
Bhikh do meri joli hai khali
Kab talak main phiru mara mara
Iltaza meri sunlo khudara
Tumse razi hai khuda
Tum ho khuda ke pyare
Jab talak bhi hai ye chand
Aur suraj taare
Hale dil apna sunayenge
Tumhe ro ro kar
Bhikh magengi yuhi tumse
Ghamo ke mare
Kab talak main phiru mara mara
Iltaza meri sunlo khudara
Aashiya hasrato ka na ujde
Jal na jaye umido ki dali
Bhikh do meri joli hai khali
Ha khali
Bhikh do meri joli hai khali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Bhikh do meri joli hai khali
Bhikh do meri joli hai khali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Suna suna hai sapno ka aangan
Toota toota hai khushiyo ka darpan
Kaisa toofan aaya bhagavan
Kaisa toofan aaya bhagavan
Mera jeevan nahi mera jeevan
Chhin gayi meri holy diwali
Bhikh do meri joli hai khali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Sar hakikat se jisne jukaya
Jo bhi manga hai usne wo paya
Sunke har mangane wale ki duhai tumne
Shaan yu apni shakhawat ki dikhai tumne
Hath khali na koi lauta tumhare dar se
Hukme allah se har bigdi banai tumne
Sar hakikat se jisne jukaya
Jo bhi manga hai usne wo paya
Meri joli ki laaj bhi rakhlo
Sar jukaye hu sarkare aali
Bhikh do meri joli hai khali
Ha khali
Bhikh do meri joli hai khali
O ban ke aaya hu dar pe sawaali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Sabki vipda hare pyar tera
Sab pe hota hai upkar tere
Mere mann mein hai kitna andhera
Mere mann mein hai kitna andhera
Kab tak khilega milan ka sabera
Puchhti hai ye pooja ki thali
Bhikh do meri joli hai khali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Ban ke aaya hu dar pe sawaali
Apna data tumhe mante hai
Apna data ha data
Apna data ha data
Apna data tumhe mante hai
Ye hakikat hai sab jante hai
Ye hakikat hakikat
Ye hakikat hakikat
Ye hakikat hai sab janate hai
Besaharo ke sahare ho
Sahara de do
Dagmagati hayi kasti ko
Sahara de do
Chandani mil jaye mere ghar mein
Ujalo ke liye
Meri kismat jo badal de
Wo sitara de do
Chandani mil jaye mere ghar mein
Ujalo ke liye
Meri kismat jo badal de
Wo sitara de do
Apna data tumhe mante hai
Apna data ha data
Apna data ha data
Apna data tumhe mante hai
Ye hakikat hai sab jante hai
Aa gaya darpe tumhare jo bhi
Aa gaya darpe tumhare jo bhi
Usne taqdeer apni banali
Bhikh do meri joli hai khali
Ha khali
Bhikh do meri joli hai khali
Bhikh do meri joli hai khali
Ha khali
Bhikh do meri joli hai khali.
Jaani Babu Qawwal, Yusuf Azad
Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Sharda Rajan Iyengar
Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur, Jaani Babu Qawwal, Mohammed Rafi