Hum tum pe mar mitenge
Tumko khabar na hogi
Hum tum pe mar mitenge
Tumko khabar na hogi
Lekin tumhari janib dil ki
Najar na hogi
Najar na hogi
Lekin tumhari janib dil ki
Najar na hogi
Tum lakh hamko chaho
Chahat magar na hogi
Tum lakh hamko chaho
Chahat magar na hogi
Chahat magar na hogi
Na hogi
Chahat magar na hogi
Dekhenge raat ki hum kab tak
Sahar na hogi
Dekhenge raat ki hum kab tak
Sahar na hogi
Hum tum pe mar mitenge
Tumko khabar na hogi
Hum tum pe mar mitenge
Tumko khabar na hogi
Pher lo apni najar najar
Hampe hoga na asar asar
Hamko samjhao na tum
Dil lagane ka hunur
Hamko samjhao na tum
Dil lagane ka hunur
Ye hunur yaad karo
Apna dilshad karo
Nojawani ko abhi
Yu na barbad karo
Nojawani ko abhi
Yu na barbad karo
Jindgai ka maja
Jindgai ka maja
Dil lagane mein hai
Or jalwo ki sohrat
Zamane mein hai
Hamare jalwo ki tab
Jo tum na la sakoge
Tu tum kya karoge
Tu tum kya karoge
Kasam khuda ki hai apna dawa
Na ji sakoge na tum maroge
Na ji sakoge na tum maroge
Na ji sakoge na tum maroge
Ha jindagi ka maja
Jindagi ka maja
Jindagi ka maja dil lagane mein hai
Or jalwo ki sohrat jamane mein hai
Dil ki umang chahat ki jung
Layi hai rang kya rang kya
Rang kya
Dil ki umang chahat ki jung
Layi hai rang kya
Dil ki umang chahat ki jung
Layi hai rang kya
Hum tum pe mar mitenge
Tumko khabar na hogi
Hum tum pe mar mitenge
Tumko khabar na hogi
Hazaro rang hai badle
Tumhari surat ne
Hamare waste tumko banaya kudrat ne
Puri kis tarah se
Dilwalo ki khwahish hogi
Tum agar hamko na chaho
To nawazis hogi
Tum to surat ke ho sirf deewane
Banke firte ho shama ke parwane
Hum hai parwane parwane
Parwane dekho bade kam ke
Humko aashik na samjho
Fakat naam ke
Humko aashik na samjho
Fakat naam ke
Junu pe apne hai naz kyoki
Na mare hamko kisi ne pathar
Wo hum nahi ho jo kal ke majnu
Phira karenge jaha mein dar dar
Hamko aashik na samjho na samjho
Aashik na samjho
Hamko aashik na samjho na samjho
Aashik na samjho
Luta ke shame pe apni hasti
Wafa ke afsane kah rahe hai
Hamari chahat rahegi kayam
Ye aaj parwane kah rahe hai
Hum hai parwane dekho
Hum hai parwane dekho
Hum hai parwane dekho
Dekho parwane dekho
Samajh samajh ke bhi ab jo na samjhe
To unse ab to khuda hi samjhe
Kitabo dil to padh chuke
Magar wo hamko juda hi samjhe.
Jaani Babu Qawwal, Yusuf Azad
Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Shankar Shambhu
Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Sharda Rajan Iyengar