Bandh kamreh mein
Hoga faislah pyaar ka
Pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka
Bandh kamreh mein
Hoga faislah pyaar ka
Pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka
Dam hain to baahein chura de
Dam hain to baahein chura de
Mujhko thukra ke jaa jaa jaa..
Bandh kamreh mein
Hoga faislah pyaar ka
Pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka
Pehali nazar mein dil mein samaya
Neendiya udaai mera chain churaya
Pehali nazar mein dil mein samaya
Neendiya udaai mera chain churaya
Pyaar to mujh ko tune sikhaya
Dil ko to prem ka rog lagaya
Mujhe prem ka rog lagake
Mujhe prem ka rog lagake
Dil tadpa ke na jaa jaa jaa jaa
Bandh kamreh mein
Hoga faislah pyaar ka
Pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka
Mera ye deewana pan kaisa rang laaya
Khud chalke tu mere ghar tak aaya
Mera ye deewana pan kaisa rang laaya
Khud chalke tu mere ghar tak aaya
Koi kabhi pyaar na karega itana
Maine tujhe pyaar kiya hain jitana
Zanjeer ye tod sake to
Zanjeer ye tod sake to
Daaman ye bacha ke jaa jaa jaa
Bandh kamreh mein
Hoga faislah pyaar ka
Pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka
O tune jo sooni hain
Woh adhuri hain kahani
Meri majboori tune kabhi kahan jaani
Tune jo sooni hain
Woh adhuri hain kahani
Meri majboori tune kabhi kahan jaani
Kaise kahan kab bani raat ki raani
Galiyon mein bhatki kab meri jawaani
Kiya pyaar to zurm kiyaa kyaa
Kiya pyaar to zurm kiyaa kyaa
Itana to bata ke jaa jaa jaa jaa jaa
Bandh kamreh mein
Hoga faislah pyaar ka
Pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka
Dam hain to baahein chura de
Dam hain to baahein chura de
Mujhko thukra ke jaa jaa jaa..
Bandh kamreh mein
Hoga faislah pyaar ka
Pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Suresh Wadkar