Jawani mein jawani ke
Maze lena jawani hain
Jo samjho to haqikat hain
Na samjho to kahaani hain
Jo samjho to haqikat hain
Na samjho to kahaani hain
Jawani mein jawani ke
Maze lena jawani hain
Jo samjho to haqikat hain
Na samjho to kahaani hain
Samma jawaani ki jab se jhali tune
Rangeen lagtra hain saara jahan
Har saans jhalta hain har ang jhalta hain
Par iss jhalan mein hain kyaa mastiyan
Jawaani mein hain woh garmi
Ke shola paani paani hain
Jawaani mein hain woh garmi
Ke shola paani paani hain
Jawani mein jawani ke
Maze lena jawani hain
Jo samjho to haqikat hain
Na samjho to kahaani hain
Ye umra jeene ki jee bhar yahan jeele
Jeene ka ye mauka phir aaye naa
Chadhati jawaani mein
Manmaani karbhi le
Tujhko kisi ka kyaa dar hain yahan
Jo dar jaaye woh mar jaaye
Kahawat ye purani hain
Jo dar jaaye woh mar jaaye
Kahawat ye purani hain
Jawani mein jawani ke
Maze lena jawani hain
Jo samjho to haqikat hain
Na samjho to kahaani hain
Roke ruke na jo baandhe bandhe na jo
Aazaad baagi jawaani hain
Apni rawaani mein dil ko jo le dube
Ye kisa tufaani hain
Ye maana ke umar chhoti
Magar kitani suhaani hain
Ye maana ke umar chhoti
Magar kitani suhaani hain
Jawani mein jawani ke
Maze lena jawani hain
Jo samjho to haqikat hain
Na samjho to kahaani hain
Jo samjho to haqikat hain
Na samjho to kahaani hain.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Suresh Wadkar