Banjara main nahi magar
Mujhe har nayi khabar
Banjara main nahi magar
Mujhe har nayi dagar
Bulaye apni aur or main
Chalta hi jau bas chalta hi jau
Chalta hi jau bas chalta hi jau
Banjara main nahi magar
Mujhe har nayi dagar
Bulaye apni aur or main
Chalta hi jau bas chalta hi jau
Chalta hi jau bas chalta hi jau
Nil gagan si uncchi
Uncchi meri manzil hai
Pankh bina use chhuna
Mushkil hai mushkil hai
Uncche irade hi mile
Apne gan vade hi mere
Banjara main nahi magar
Mujhe har nayi dagar
Bulaye apni aur or main
Chalta hi jau bas chalta hi jau
Chalta hi jau bas chalta hi jau
Us main hasi baho ko
Bas ek bar dekhu
Fursat kaha mujhe itni
Jo thaher thaher dekhu
Us main hasi baho ko
Bas ek bar dekhu
Fursat kaha mujhe itni
Jo thaher thaher dekhu
Paov me bijali hai
Or aag hai sine me
Ek ajab sa nasha hai
Is haal me jine me
Abhi to safer suru hi kiya hai
Itna hi soch liya hai
Banjara main nahi magar
Mujhe har nayi dagar
Bulaye apni aur or main
Chalta hi jau bas chalta hi jau
Chalta hi jau bas chalta hi jau.
Hemlata (Lata Bhatt), K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)
Mohammed Rafi