Tu hi wo hasin hai
Tu hi wo hasin hai
Jiski tasvir khayalo me
Muddat se bani hai
Tu hi wo hasin hai
Tu hi wo hasin hai
Jiski tasvir khayalo me
Muddat se bani hai
Tu hi wo hasin hai
Tu hi wo hasin hai
Rukhe roshan pe
Zulfe bikhraye huye
Jaise chanda pe
Badal ho chhaye huye
Maine dekha tujhe to mera dil
Mujhe yahi kahne laga
Maine dekha tujhe to mera dil
Mujhe yahi kahne laga
Dhundhe nazare jise
Din rat koi aur nahi hai
Tu hi wo hasin hai
Tu hi wo hasin hai
Meri aawara tabiyat ko
Etrahe mast mil gayi
Ab na mai tarsunga rahat ko
Mujhe khawabo ki
Manzil mil gayi
Sangemarmar ki
Murta hai tarashi huyi
Meri aankho ko
Barso me taslli huyi
Maine dekha tujhe to mera dil
Mujhe yahi kahne laga
Maine dekha tujhe to mera dil
Mujhe yahi kahne laga
Aisi hi kisi murta ki mere
Mandir me kami hai
Tu hi wo hasin hai
Tu hi wo hasin hai
Jiski tasvir khayalo me
Muddat se bani hai
Tu hi wo hasin hai
Tu hi wo hasin hai.
Hemlata (Lata Bhatt), K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)
K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)