Banke Mohabbat Tum To Base Ho - Dil Tera Diwana lyrics | Dil Tera Diwana - Banke Mohabbat Tum To Base Ho lyrics

Banke Mohabbat Tum To Base Ho is a hindi song from the 1996 movie Dil Tera Diwana. Banke Mohabbat Tum To Base Ho singers are Alka Yagnik, Kumar Sanu. Banke Mohabbat Tum To Base Ho composer is Aadesh Shrivastava and Banke Mohabbat Tum To Base Ho lyricist or song writer is Shyam Raj. Banke Mohabbat Tum To Base Ho music director is Aadesh Shrivastava. Banke Mohabbat Tum To Base Ho features Saif Ali Khan, Twinkle Khanna. Banke Mohabbat Tum To Base Ho director is and the producer is . The audio of Banke Mohabbat Tum To Base Ho song was released on 21st February, 1996 by Venus. Banke Mohabbat Tum To Base Ho YouTube video song can be watched above.


Tujhpe sanam marne wale
Tujh bin bhala kya jiyenge
Kah de agar tu ada se
Hans kar jahar bhi piyenge


Ban ke mohabbat tum to base ho
Yaado ke daaman mein
Ban ke mohabbat tum to base ho
Yaado ke daman mein
Raat ke dil mein chand ho jaise
Raat ke dil mein chand ho jaise
Tum ho mere mann mein
Ha tum ho mere mann mein


Sare jahaa ki hasi main
Tere labo pe saja du
Sare jahaa ki hasi main
Tere labo pe saja du
Ye dil hai tera diwana
Dono jahaa ko bta du


Ban ke hakikat basne lage ho
Khwabo ke aangan mein
Ban ke hakikat basne lagi ho
Khwabo ke aangan mein
Raat ke dil mein chand ho jaise
Raat ke dil mein chand ho jaise
Tum ho mere mann mein
Ha tum ho mere mann mein


Thama hai jo hath tera
Anjham se na darunga
Ho thama hai jo hath tera
Anjham se na darunga
Mar bhi agar main gya to
Fir ek janam main lunga
Ban ke inayat chane lage ho
Sanso mein dhadkan mein
Ban ke inayat chane lage ho
Sanso me dhadkan mein


Raat ke dil me inchand ho jaise
Raat ke dil mein chand ho jaise
Tum ho mere mann mein
Ha tum ho mere mann mein


Ban ke mohabbat tum to basi ho
Yaado ke daman mein
Ban ke mohabbat tum to base ho
Yaado ke daman mein
Raat ke dil mein chand ho jaise
Raat ke dil mein chand ho jaise
Tum mere mann mein
Ha tum ho mere mann mein.



Movie/album: Dil Tera Diwana
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists: Shyam Raj
Music Composer: Aadesh Shrivastava
Music Director: Aadesh Shrivastava
Music Label: Venus
Starring: Saif Ali Khan, Twinkle Khanna
Release on: 21st February, 1996
1. Who is the music director of the song Banke Mohabbat Tum To Base Ho
Ans: Banke Mohabbat Tum To Base Ho song music director is Aadesh Shrivastava
2. Who is/are the singer/singers of the song Banke Mohabbat Tum To Base Ho
Ans: Banke Mohabbat Tum To Base Ho song singers are Alka Yagnik, Kumar Sanu
3. Who is the Composer of the song Banke Mohabbat Tum To Base Ho
Ans: Banke Mohabbat Tum To Base Ho song composer is Aadesh Shrivastava
4. Who is the Lyricist of the song Banke Mohabbat Tum To Base Ho
Ans: Banke Mohabbat Tum To Base Ho song lyricist is Shyam Raj
5. What is the movie of the song Banke Mohabbat Tum To Base Ho
Ans: Banke Mohabbat Tum To Base Ho song is from Dil Tera Diwana
6. Who wrote the song Banke Mohabbat Tum To Base Ho
Ans: Banke Mohabbat Tum To Base Ho song is written by Shyam Raj

Find other songs in - Dil Tera Diwana

1
Rikshe Pe Mere Tum Aa Baithe

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

2
Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

3
Dhadakane Lagta Hai

Mohammed Rafi

4
Jaane Wafa Jaane Jahaan

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

6
Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

7
Bijli Gira Ke Aap Khud Bijli Se Dar Gaye

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

8
Ye Gore Gore Gaal Tere

Udit Narayan

9
Ruby Ruby Ruby

Aditya Narayan Jha, Udit Narayan

10
Aap Se Hoke Juda

Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

11
Gusse Se Aur Khilti Ho

Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik

12
Din Dhal Gaya Hai

Alka Yagnik, Udit Narayan

13
Dil Pe Lahoo Se Likh Diya

Alka Yagnik, Kumar Sanu