Aap se ho ke juda hum
Kidhar jayenge, kidhar jayenge
Aap se ho ke juda hum
Kidhar jayenge, kidhar jayenge
Aap se ho ke juda hum
Kidhar jayenge
Ghum ke sehara mein to ek din
Bikhar jayenge, bikhar jayenge
Aap se ho ke juda hum
Kidhar jayenge, kidhar jayenge
Aap se ho ke juda hum
Kidhar jayenge, kidhar jayenge
Aap se ho ke juda hum
Kidhar jayenge
Ghum ke sehara me to ek din
Bikhar jayenge, bikhar jayenge
Hum vo toofa jo parvat ko
Hila sakte hai
Hum vo toofa jo parvat ko
Hila sakte hai
Sangdil duniya ko thokar pe
Hum to rakhte hai
Hum jamane ke sitam se
Na marne wale
Hum jamane ke sitam se
Na marne wale
Mar gaye kudh hi mohabbat ko
Marne wala
Pyar mein jaan se bhi hum to
Gujar jayenge, gujar jayenge
Pyar mein jaan se bhi hum to
Gujar jayenge, gujar jayenge
Aap se ho ke juda hum
Kidhar jayenge, kidhar jayenge
Ghum ke sehara me to ek din
Bikhar jayenge, bikhar jayenge
Bikhar jayenge, bikhar jayenge
Pyar koi khel nahi
Jis se jamana khele
Dil na tode kisi ki
Jaan hi chahe le le
Vo jo dusman hai mohabbat ke
Unhe kya hai khabar
Vo jo dusman hai mohabbat ke
Unhe kya hai khabar
Aag pani mein laga de
Hai vo chahat mein asar
Jitna hum dard mein dubenge
Sanwar jayenge, sanwar jayenge
Jitna hum dard mein dubenge
Sanwar jayenge, sanwar jayenge
Aap se ho ke juda hum
Kidhar jayenge.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Udit Narayan
Aditya Narayan Jha, Udit Narayan
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu