Banwari re o banwari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Jab jab bheed
Pari dukhiyan par
Tumhi ne vipta hari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Ghan ka jyoti
Janam ki papan
Parpushan ki pyari
Parpushan ki pyari
Dharm karam se liptan aayi
Paap ki aati bhari
Ek tote ki ram ratan se
Tune paar uthari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Durupadh sata
Pandav ki nari
Juva khel ker hari
Juva khel ker hari
Bari sabha me
Dust dusasan
Khichan laga sari
Khichan laga sari
Luthati laaz bachai
Jab vo dukhya
Tumhe pukari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Meera tere pyar
Ke karan lok
Laaz sab hari
Lok laaz sab hari
Neerlaj kahe
Rana ne usko
Bejhi naag pitari
Bejhi naag pitari
Naag phul vish
Amrit ban gayi
Teri lila nayari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Jab jab bheed
Pari dukhiyan par
Tumhi ne vipta hari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari
Meri bari re kahe
Ko bhule banwari.
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle