Pigli aag se sagar bhar le
Kar marna hai aaj hi mar le
Pigli aag se sagar bhar le
Kar marna hai aaj hi mar le
Hosh ka daman jal jane de
Har janjir pigal jane de
Ab na kabhhi ye raat dalegi
Ab na kabhi jagega savera
Soch hai kiski
Fikar hai kiski
Is duniya me kon hai tera
Koi nahi jo teri khabar le
Pigli aag se sagar bhar le
Kudrat andhi duniya andhi
Kale pad gaye khwab sunhare
Tod bhi de ummid ka rosta
Chod bhi de jajbaat se ladna
Aaj nahi to kal samjhega
Mushkil hai halat se ladna
Jo halat karaye karle
Pigli aag se sagar bhar le
Band hai neki ka darwaj
Aap uthale apna janaja
Koi nahi jo bojh uthaye
Apni jinda lasho ka
Khatam hi kar de
Aaj fasan in bedard tamasho ka
Jane tamana jaan se gujar le
Pigli aag se sagar bhar le
Kar marna hai aaj hi mar le
Pigli aag se.
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Usha Mangeshkar
Asha Bhosle