Bechain nazar betaab jigar
Ye dil hai kisika deewana
Hay deewana
Bechain nazar betaab jigar
Ye dil hai kisika deewana
Hay deewana
Kab shaam ho aur wo shamma jale
Kab ud kar pahunche parwaana
Hay parwaana
Hai dil ka chaman khilne ke liye
Aayega koyi milne ke liye
Hai dil ka chaman khilne ke liye
Aayega koyi milne ke liye
Phoolon se kaho taaron se kaho
Phoolon se kaho taaron se kaho
Chupke se sajaa de
Veerana hai veerana
Jab raat zara shabnam se ghule
Laharayi huyi wo zulf khule
Jab raat zara shabnam se ghule
Laharaayi huyi wo zulf khule
Nazron se nazar ek bhed kahe
Nazron se nazar ek bhed kahe
Dil dil se kahe ek afsaana haay afsaana
Rangeen fizaa chhaaye to zara
Waade pe koyi aaye to zara
Rangeen fizaa chhaaye to zara
Waade pe koyi aaye to zara
Ai josh-e-wafa dil cheez hai kya
Ai josh-e-wafa dil cheez hai kya
Ham jaan bhi de de nazraana
Haay nazraana
Bechain nazar betaab jigar
Ye dil hai kisika deewana
Haay deewana.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar