Tumhe maine chaha
Badi chot khayi
Tumhe maine chaha
Badi chot khayi
Mohabbat ne kya
Meri halat banai
Tumhe maine chaha
Badi chot khayi
Kaha aa gaya main
Kaha re kaha re
Na apni khabar hai re
Na khud hai parai
Tumhe maine chaha
Badi chot khayi
Akele mein koi sahara to hota
Mera dubata ji ubhara to hota
Tumhe dhundhte
Dhundhte kho gaya
Main kaha hu kahi
Se pukara to hota
Kahi se tumhari
Na aawaz aayi
Tumhe maine chaha
Badi chot khayi
Yahi hai yahi kya
Mohabbat ki rashmein
Na tum mere bas mein
Na dil mere bas mein
Kisi tarha ae kash main bhul jau
Adao ke wade
Nigaho ko kasmein
Wo wade wo kasmein
Magar bewafai
Tumhe maine chaha
Badi chot khayi
Mohabbat ke rangi
Manjar dikha kar
Nazar chhin li mujhse
Nazre churakar
Mujhe kahe ko tumne
Dhokhe mein rakha
Na mere bane
Mujhko apna bana kar
Mita kar mujhe
Apni duniya basai
Tumhe maine chaha
Badi chot khayi
Mohabbat ne kya
Meri halat banai
Tumhe maine chaha
Badi chot khayi.
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Talat Mahmood
Shamshad Begum
Talat Mahmood