Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai
Wo paas the lekin dur huye
Wo paas the lekin dur huye
Aashao ke darpan chur huye
Ab huk jigar mein uthti hai
Aur nain hamare rote hai
Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai
Majhdar khiwaiya chod gaya
Jiwan ka sahara tod gaya
Jiwan ka sahara tod gaya
Umid thi naiya dub gayi
Hum baith kinare rote hai
Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai
Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai.
Ira Nigam
Prempal
Ira Nigam
Master Madan, Prempal