Bedard jamane se
Shikwa na shikayat hai
Ham dard se maro ki
Kismat hai ye kismat hai
Bedard jamane se
Bhigi hui palko mein
Chhoti si kahani hai
Bhigi hui palko mein
Chhoti si kahani hai
Ek dard ki duniya hai
Kahne ko jawani hai
Sajan se juda hokar
Ye ruthi hui ulfat hai
Ham dard se maro ki
Kismat hai ye kismat hai
Bedard jamane se
Aankhe bhi tarasti hai
Arman bhi machalte hai
Aankhe bhi tarasti hai
Arman bhi machalte hai
Ye dil kyu dhadkata hai
Aankho ke isare pe
Marna bhi nahi bas mein
Marne ki si halat hai
Ham dard se maro ki k
Ismat hai ye kismat hai
Bedard jamane se
Shikwa na shikayat hai
Ham dard se maro ki
Kismat hai ye kismat hai
Bedard jamane se.
Mubarak Begum
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar