Hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm
Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa raat gayi ho oo
Raat gayi phir din aata hai
Issi tarah aate jaate hi
Ye saara jeewan jaata hai
Ho o o
Raat gayi raat gayi
Raat gayi phir din aata hai
Issi tarah aate jaate hi
Ye saara jeewan jaata hai
Ho o o
Raat gayi ee raat gayi
Itna bada safar duniya ka
Ik rota ik muskaata hai
Ik rota ik muskaata hai
Ha aa aa aa aa
Kadam kadam rakhta hi raahi
Kitni door chala jaata hai
Ek ek tinke tinke se ae ae
Ek ek tinke tinke se ae
Panchhi ka ghar ban jaata hai
Ho oo oo raat gayi ee raat gayi
Kabhi andhera kabhi ujaala aa aa aa
Kabhi andhera kabhi ujaala
Phool khila phir murjhaata hai aa aa
Khela bachpan hansi jawaani
Khela bachpan hansi jawaani
Magar budhaapa tadpaata hai
Magar budhaapa tadpaata hai
Khela bachpan hansi jawaani
Magar buddhapa tadpaata hai
Sukh dukh ka pahiya chalta hai
Wohi naseeba kehlaata hai
Ho oo oo oo raat gayi ee raat gayi
Raat gayi phir din aata hai
Issi tarah aate jaate hi
Ye saara jeewan jaata hai
Ho o o raat gayi ee raat gayi
John cha cha tum kitne achhe
Tumhe pyaar karte sab bachhe
John chacha tum kitne achhe
Tumhe pyaar karte sab bachhe
John chacha tum kitne achhe
Tumhe pyaar karte sab bachhe
John chacha tum kitne achhe
Tumhe pyaar karte sab bachhe
Humein bataa do aisa kaam
Koi nahin kare badnaam
Humein bataa do aisa kaam
Koi nahin kare badnaam
Humein bataa do aisa kaam
Koi nahin kare badnaam
Humein bataa do aisa kaam
Koi nahin kare badnaam
Chacha kya hoti taqdeer
Chacha kya hoti taqdeer
Ho chacha kya hoti taqdeer
Chacha kya hoti taqdeer
Kyun hai ek bhikhaari chacha
Kyun hai ek ameer
Kyun hai ek bhikhaari chacha
Kyun hai ek ameer
Chacha hum ko kaam nahin
Kyun kaam nahin
Kyun kaam nahin
Bheekh maang kar jeene mein
Kuchh naam nahin
Kuchh naam nahin
Badhta chal ho oo oo
Badhta chal ho oo oo
Badhta chal ho oo oo
Tu ek hai pyaare laakhon mein
Tu badhta chal
Badhta chal badhta chal
Badhta chal badhta chal ho oo oo
Badhta chal ho oo oo
Tu ek hai pyaare laakhon mein
Tu badhta chal badhta chal
Tu badhta chal badhta chal
Tujhe rukna nahin tujhe jhuk na nahin
Ghabra na kahin teri hai zameen
Tu badhta chal tu badhta chal
Tujhe rukna nahin tujhe jhuk na nahin
Ghabra na kahin teri hai zameen
Tu badhta chal tu badhta chal
Taaron ke haath pakadta chal ho oo oo
Taaron ke haath pakadta chal ho oo oo
Tu ek hai pyaare laakhon mein
Tu badhta chal badhta chal
Tu badhta chal badhta chal
Ye raat gayi ye raat gayi
Wo subah nayi
Wo subah nayi
Ye raat gayi ye raat gayi
Wo subah nayi
Wo subah nayi
Ye raat gayi ee ee
Wo subah nayi.
Asha Bhosle, Madhubala Zaveri, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)