Beeta mausam fir aaya hai
Beeta mausam fir aaya hai
Yaado ki purvayi bhi
Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho or tanhayi bhi
Koi jhokha jo gujare aagan se
Chal teri dikhai deti hai
Koi jhokha jo gujare aagan se
Chal teri dikhai deti hai
Sidhiyo se utharti hai shyam ko
Teri payal sunayi deti hai
Sidhiyo se utharti hai shyam ko
Teri payal sunayi deti hai
Bariso ke mahine me aksar
Gile pani ki bochhar aati hai
Bhig jate hai palko ke parde
Teri baato ki jhankar aati hai
Bhig jate hai palko ke parde
Teri baato ki jhankar aati hai
Kaise kaise yaad aate hai
Kaise kaise yaad aate hai
Apne bhi harjayi bhi
Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho tanhayi bhi
Kahte hai ki jhil kinare
Kahte hai ki jhil kinare
Kahte hai ki jhil kinare
Ek chand nahane aata hai
Ek chand nahane aata hai
Badali ki tarah pani me khada
Ab kisko rijhane aata hai
Badali ki tarah pani me khada
Ab kisko rijhane aata hai
Kya ab bhi wo sab hota hai
Kya ab bhi wo sab hota hai
Milani bhi or judai bhi
Milani bhi or judai bhi
Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho tanhayi bhi
Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho tanhayi bhi.
Lata Mangeshkar
Ravindra Sathe, Roop Kumar Rathod
Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar