Bhagwan bata kya hai
Tera hamne gavaya
Bhagwan bata kya hai
Tera hamne gavaya
Hamko sada khun ke
Aansoo rulaya
Aansoo rulaya
Bhagwan bata kya hai
Tera hamne gavaya
Nirdhan hai magar phir bhi
Bande to hai tere
Are o ruhe dhanwan
Pade hamko ye ghere
Hai dosh amiro ke
Hai dosh amiro ke
Tujhe taras na aaya
Taras na aaya
Bhagwan bata kya hai
Tera hamne gavaya
Tum unche mahlo se
Gabrau kya main sar
Mujhko na diya tune
Tinko ka bhi ek ghar
Le le ke tera naam bata
Humne kya paya
Humne kya paya
Bhagwan bata kya hai
Tera hamne gavaya
Kya bhul gaye humko
Nahi tum se ho fariyad
Kya bhul gaye humko
Nahi tum se ho fariyad
Jeevan kyu garibo ka
Kiya barbad
Yun humko satake
Tere hath kya aaya
Hath kya aaya
Bhagwan bata kya hai
Tera hamne gavaya
Bhagwan.
Binapani Mukherjee, Mohammed Rafi