Dukho mein jo muskura rahe the
Unhe bhi tune rula ke chhoda
Dukho mein jo muskura rahe the
Unhe bhi tune rula ke chhoda
Jaha garibi ka tha thikana
Wo ghar bhi tune mita ke chhoda
Jaha garibi ka tha thikana
Wo ghar bhi tune mita ke chhoda
Hasi ko teri khushi jo samjhe
Jaha pe gham ko hasi jo samjhe
Saja aur payi usi rashte par
Tujhi ko marna tujhi ko samjhe
Unhe bhi ye din dikha ke chhoda
Dukho mein jo muskura rahe the
Unhe bhi tune rula ke chhoda
Koi shikayat ya koi shikwa
Koi shikayat ya koi shikwa
Bata de tujhse kabhi kiya tha
Bata de tujhse kabhi kiya tha
Zamane bhar ki nazar se chupke
Jo aansoo hamne kabhi piya tha
Zamane bhar ki nazar se chupke
Jo aansoo hamne kabhi piya tha
Wo aansoo tune gira ke chhoda
Dukho mein jo muskura rahe the
Unhe bhi tune rula ke chhoda.
Shamshad Begum
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Mohammed Rafi