Bhagwan bhagwan bhagat
Bina tu pathar hai bejan
Tu to gunga bahara hai
Aur nirdayi hai insaan bhagwan
O bhagwan o bhagwan
Kaisi hai teri shan
O bhagwan o bhagwan
Kaisi hai teri shan o bhagwan
Hath ka kanghan haar
Gale ka mujhse china jaye
Bol re nayay ki
Murat kaisa ye anay
Mang rahi hu janam janam
Ke pooja ka vardaan
O bhagwan o bhagwan
Kaisi hai teri shan
Ghar ke diye se ghar ko
Jalaye jag ki ulati taar
Phul samajh kar jisko
Pale bankur re sambhal
Hari bari phulwari man ki
Hari bari phulwari man ki
Kyu kar di sunshan
O bhagwan o bhagwan
Kaisi hai teri shan
Ban huyi jeevan ki rahe
Ujhad gaya sanshar
Apne man par bas nahi
Chalta tujh par kya adikar
Tu bhi aaj praya ban kar
Tu bhi aaj praya ban kar
Hansta hai bhagwan
O bhagwan o bhagwan
Kaisi hai teri shan
O bhagwan o bhagwan.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Talat Mahmood