Kaha karti hai duniya mera
Nanha chand jaisa hai
Magar mai kis
Taraha dekhu ke mera
Chand kaisa hai
Kaha karti hai duniya
Mere malik mai ro roke gila
Karti hu ye tujhse
Meri godi me deke lal aankhe
Chhin li mujhse
Aankhe chhin li mujhse
Kaha karti hai duniya mera
Nanha chand jaisa hai
Magar mai kis
Taraha dekhu ke mera
Chand kaisa hai
Kaha karti hai duniya
Tujhe nure najar kahti hu
Or be nur hai aankhe
Balaye lu mai chehre ki
Magar majbur hai aankhe
Haye majbur hai aankhe
Kaha karti hai duniya mera
Nanha chand jaisa hai
Magar mai kis
Taraha dekhu ke mera
Chand kaisa hai
Kaha karti hai duniya
Sukhi rakhna ise bhagwan
Ke ye aankho ka tara hai
Meri aandhi mohabbat ka bas
Ek yahi sahara hai
Bas ek yahi sahara hai
Kaha karti hai duniya mera
Nanha chand jaisa hai
Magar mai kis
Taraha dekhu ke mera
Chand kaisa hai
Kaha karti hai duniya.
Mohammed Rafi
Shamshad Begum
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle