Aai meri subah hanste hasate
Boli aankhen tere
Liye sandesha hai haan hai
Jaagi aankhon ko bhi sapna milega
Koi khushi aane ka bhi andesha hai
Haan hai
Aan haan gulabi si subah
Aan haan sharabi si hawa
Bheegi si bhaagi si
Mere bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi prem dhun woh sunaye
Bheegi si bhaagi si
Mere bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi ram dhun woh sunaye
Raahein waahein
Bole baatein rumani
Aao baitho suno
Baatein kahani hai
Haan hain
Taazi taazi lage
Humko rozana
Teri meri baatein
Yun to purani hai
Haan hai
Aan haan khayalon se pale
Aan haan yeh zindagi chale
Bheegi si bhaagi si
Mere bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi prem dhun woh sunaye
Bheegi si bhaagi si
Mere bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi ram dhun woh sunaye
Meri aankhon ki syaahi
Piya deti har gawaahi
Mein pyasi thi nirashi
Tu pani ki surahi
Meri aankhon ki syaahi
Piya deti har gawaahi
Tujhe dekha to khila hoon
Teri chahat mein ghula hoon
Mile mandir mein khuda jo
Mein to tujh mein yun mila hoon
Meri aankhon ki syaahi
Piya deti har gawaahi
Meri aankhon ki syaahi
Piya deti har gawaahi
Aan haan
Dhundhe na abb koi
Aan haan
Main khoya tu khoyi
Bheegi si bhaagi si
Mere bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi prem dhun woh sunaye
Bheegi si bhaagi si
Mere bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi ram dhun woh sunaye.
Shankar Mahadevan
Hamsika Iyer, Pronob Biswas, Swanand Kirkire
Aadesh Shrivastava, Rosalie Nicholson, Shashi