Lete hai sab ik sadak
Hum galiyon se jayenge
Har naya chehra
Naye rang dekh paayenge
Kitabein utha-utha kar
Apni haatat khasta hai
Bheja khali hai
Aur bhari basta hai
Mote mote forms mein
Likhe saare norms hain
Koi galat nahi hai
Sabki ek si uniform hai..
Nadi ke jaise hum
Behte jaate hain
Suraj ki dhoop se
Hum bheene bheene gun jaate hain
Sochte hain hum kayi baar
Hum bade kab honge yaar
Aisi aafat mein
Thodi toh chahat ho
Khote khote paane ki
Thodi chahat ho
Bheja khaali hai wo..
Aur bhari basta hai wo..
Bheja khali hai wo..
Aur bhari basta hai.
Sandesh Shandilya
K. Mohan, Sanchit Balhara
Amit Mishra