Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar pyare
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar pyare
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar
Deti hai kabhi woh laate
Leti hai kabhi rulaake
Bandi hai fair and lovely
Buch laga ke future ki
Ghante ki blassing hai
Saali dibresing hai
Marham pe dressing karke
Chot wahin pe maare ji
Dil saala paagalsa girta sambhalta
Faltu mein kyun iska tension leneka
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar pyare
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar pyare
Dekh le kismat yaar
Yeto badle rang hazaar
Karwaaye upar neeche
Izzat ki photu khiche
Bajaake dabal dholaki
Naach nachaye jeete jee
Kabhi baate ras malaai
Aur phir na puchhe jaaye
Le jaati itna haaye
Land karaye dil dukhaye
Dil saala paagalsa girta sambhalta
Faltu mein kyun iska tension leneka
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar pyare
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar pyare
Dekh le kismat yaar
Yeto badle rang hazaar
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar pyare
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar pyare
Dekh le kismat yaar
Yeto badle rang hazaar
Dekh le kismat yaar
Dekh le kismat yaar
Karle apni aankhein chaar pyare
Dekh le kismat yaar
Yeto badle rang hazaar.
IP Singh
Asees Kaur, Jubin Nautiyal
Khushboo Grewal, Meet Bros Anjjan