Bolo badal ki mahbuba kon hai
Bolo badal ki mahbuba kon hai
Bijli hai
Bolo phoolo ki mahbuba kon hai
Titli hai
Har shama ka parwana
Fir pyar me kya sharmana
Koi na koi hota hai
Yaha kisi ka diwana
To fir mai teri mehbuba
Tu mera mehbub jodi jam ke rahe gi
Jodi jam ke rahe gi
Ye pyar ka sada hai jara soch lo
Soch liya hai
Arey gherai se kya hai
Jara dil bhi dekho
Dekh liya hai
Tum itna tej na dhoudo
Kuch kal ke liye chhoado
Kal par koi baat na chodo
Aaj hi naata joado
Arey gale pade mahbuba
To kya kare mahbub jodi kaise jamegi
Jodi kaise jamegi
Jam ke rahe gi
Jam ke rahe gi
Dekho dur raho na humse
Dekho dur raho na humse
Lo bhiga sawan gam se
Chalo sang sang bhige dono
Ye aag bhujhe dam pe
Hum dono agar bhige ge
Sardi lagane ka dar hai
Barsat agar aayegi
Bijali girne ka dar hai
Bijli se kya ghabrana
Badal hai tu mastana
Mujhe sine se liptana
Arey gale pade mahbuba
To kya kare mahbub jodi kaise jamegi
Jodi kaise jamegi
Jam ke rahe gi
Jam ke rahe gi
Abi andhiyara chha yega
To or maja aayega
Abi andhiyara chha yega
To or maja aayega
Hum baho me aa jayenge
Koi dekh nahi payega
Andhiyara ager chhayega
Rasta na nazar aayega
Tum pehne ho gahne itne
Koi lut ke le jayega
Tum chodo hum ko darana
Kaise bhi tumhe pana
Manzur hume lut jana
Arey gale pade mahbuba
To kya kare mahbub jodi kaise jamegi
Jodi kaise jamegi
Jam ke rahe gi
Jam ke rahe gi.
Kanchan, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Kanchan