Hum kashmakashe gham se
Gujar kyon nahi jate
Hum kashmakashe gham se
Gujar kyon nahi jate
Marna toh bahar hal hai
Mar kyon nahi jate
Hum kashmakashe gham se
Gujar kyon nahi jate
Marna toh bahar hal hai
Mar kyon nahi jate
Hum kashmakashe gham se
Gujar kyon nahi jate
Yeh waqt ke hatho me
Chamakate huye khanjar
Yeh waqt ke hatho me
Chamakate huye khanjar
Ik sath kaleje me utar kyon nahee jate
Hum kashmakashe gham se
Gujar kyon nahi jate
Bahake huye kadmo pe
Yeh sanso ke janaje
Bahake huye kadmo pe
Yeh sanso ke janaje
Aakhir kise manjil pe
Thahar kyon nahi jate
Hum kashmakashe gham se
Gujar kyon nahi jate
Socha hee nahi tha kabhi
Yah hal bhi hoga
Socha hee nahi tha kabhi
Yeh hal bhi hoga
Ham apni hee tasvir se
Dar kyon nahi jate
Hum kashm kashe gham se
Gujar kyon nahi jate
Marna toh bahar hal hai
Mar kyon nahi jate
Hum kashmakashe gham se
Gujar kyon nahi jate
Hum kashmakashe gham se.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Mahendra Kapoor