Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Kya masti hai kya takat hai
Kya furti hai kya himmat hai
Tuta mera sara bharam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kaam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Dekho mere dil mein kaisi halchal macha di
Hui main deewani aisi halat bana di
Dekho mere dil mein kaisi halchal macha di
Hui main deewani aisi halat bana di
Samjhi main pata tha ye to bamb hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe me bada dam hai
Buddha hai begana par ye lagta hai apna
Sach hai ya koi maine dekha hai sapna
Buddha hai begana par ye lagta hai apna
Sach hai ya koi maine dekha hai sapna
Kahne me mujhe kya sharam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Lagta hai ye buddha par buddha nahi hai
Hai ye koi aur mere dil ko yaki hai
Lagta hai ye buddha par buddha nahi hai
Hai ye koi aur mere dil ko yaki hai
Jaisa bhi hai dil ka naram hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Kya masti hai kya takat hai
Kya furti hai kya himmat hai
Tuta mera sara bharam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe meiin bada dam hai.
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar
Alka Yagnik, Udit Narayan
Amit Kumar
Lata Mangeshkar, Udit Narayan