Yeh badal aasman
Pe kyo chhaye hai
Yeh badal aasman
Pe kyo chhaye hai
Taki hum dono premi
Ke bich rahe na doori
Ye pyar bhara
Sandesha laye hai
Ye panchhi udte udte
Kya keh rahe hai
Ye panchhi udte udte
Kya keh rahe hai
Apni bhasha mein boli
Hum bhed jiya ke khole
Ke pyar jatane
Ke din aaye hai
Gaalo ki ye lali
Phoolo ne churali
In zulfo ki rangat se
Huyi ghataye kali
Gaalo ki ye lali
Phoolo ne churali
In zulfo ki rangat se
Huyi ghataye kali
Chaal pe teri jane
Jana jhume dali dali
Ye saawan mann mein
Kaisi pyaas jagaye
Ye saawan mann mein
Kaisi pyaas jagaye
Khelo na humjoli
Itni na bano tum bholi
Din aag bujane
Ke ab aaye hai
Niche behti nadiya
Upar hai pahadi
Na jane kyun fisle
Mere gore tan se saadi
Niche behti nadiya
Upar hai pahadi
Na jane kyun fisle
Mere gore tan se saadi
Tukur tukur kya dekhe
Mora balma anadi
Ye aanchal hawao
Mein kyun lehraye hai
Ye aanchal hawao
Mein kyun lehraye hai
Ye kehta hai lehra ke
Le jaa doli ghar aa ke
Ab mehdi rachane
Ke din aayehe
Ab mehdi rachane
Ke din aayehe
Ab mehdi rachane
Ke din aayehe.
Lata Mangeshkar
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik
Amit Kumar
Lata Mangeshkar, Udit Narayan