Bura na mano yaar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Masti me kuch kahta hai kahta hai
Chahe gali deta hai deta hai
Gali me hai pyar dosti yaari me
Har gali me hai pyar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Har baat ko napo tolo
Bhai har baat ko napo tolo
Jis baat ko tum na samjho
Wo baat kabhi na bolo
Wo baat kabhi na bolo
Bhai wo baat kabhi na bolo
Us baat ki kimat jano
Jo baat zuba pe aaye
Jo baat banane aaye hai
Wo baat bigad na jaye
Ho jaye na takrar dosti yaari me
Ho jaye na takrar dosti yaari me
Ho jaye na takrar dosti yaari me
Har gali me hai pyar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Dete rahe humko dhokha
Tum pyar ka hath badha ke
Pyar ka hath bhada ke
Bhai pyar ka hath badha ke
Tum dono bade chor nikle
Hamare dil ka chain churake
Dil ka chain churake
Bhai dil ka chain churake
Tum kya jano hai kya
Kya dil me arman hamare
Hum badle sabhi chukaye
Jitne ehsan tumhare
Ye karte hai ikrar dosti yaari me
Ye karte hai ikrar dosti yaari me
Ye karte hai ikrar dosti yaari me
Har gali me hai pyar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Lo hum bhi hai taiyar dosti yaari me
Advance das hazaar dosti yaari me
Lo badla hai sansar dosti yaari me
Beda hua hai par dosti yaari me
Beda hua hai par dosti yaari me.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Deven Verma, Mohammed Rafi, Ravi
Mohammed Rafi