Culcutta ho ya kashi elhabad ya itarsi
Jaha rahega baat kahega,
Jaha rahega baat kahega
Solha aane sachi mama banarasi
Jaha rahega bat kahega
Solha aane sachi mama banarasi
Culcutta ho ya kashi elhabad ya itarsi
Jaha rahega baat kahega
Solha aane sachi mama banarasi
Arey jaha rahega bat kahega
Solha aane sachi mama banarasi
Ha sas sasur ji kaise ho
Tum bolo to kuchh bolu
Sas sasur ji kaise ho
Tum bolo to kuchh bolu
Tum kundi khudkao
Mama to darwaja kholu
Achha abhi se kholna chahata hai
Khol do beta kuchh bol bhi dal
Sas sasur na kahe ki
Dulhan kitni dolat layi
Sas sasur na kahe ki
Dulhan kitni dolat layi
Samjhe bahu ke rup mein laxmi
Chalkar khud ghar aayi
Lekin bhai jo sas bahu ko
Hatho ka mel samjhti hai
Bhau use shamshan ki
Chudel samjhti hai
Arey vo sasure jo dhej
Ko kamai samjhte hai
Hum unhe suvar ke bade
Bhai samjhte hain
Arey bilkul thik kaha mamu
Sachi bat to har joote
Ko lagti hai talwar si
Jaha rahega,
Jaha rahega bat kahega
Solha aane sachi mama banarasi
Arey jaha rahega bat kahega
Solha aane sachi mama banarasi
Ha patni aur pati ho
Kaise unke liye kucah bolu
Patni aur pati ho kaise
Unke liye kucah bolu
Kunji zara ghumao
Mama muh ka tala kholu
Kaise khulega badi
Kathin samshya hai
Le ghuma di kunji,
Patni aur pati ka
Rishta jaise dipak bati
Patni aur pati ka
Rishta jaise dipak bati
Dukh aur sukh aapas mein
Bante tab hain jeevan sathi
Aisa hain kya to sun
Lekin aurat ko jo havas ki
Sogat samjhte hain
Hum unhe gadhe ki aulad
Samjhte hain aur suno
Jo apni patni ko sata,
Aur parayi ko attha samjhte hain
Hum unhe hunderd percent
Ullu ka phatha samjhte hain
Arey sahi kaha mama
Sachi baat to har
Joote ko lagti hain talwar si
Jaha rahega,
Jaha rahega baat kahega
Solha aane sachi mama banarasi
Culcutta ho ya kashi elhabad ya itarsi
Jaha rahega baat kahega
Solha aane sachi mama banarasi
Arey jaha rahega bat kahega
Solha aane sachi mama banarasi.
Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy
Udit Narayan
Amit Kumar, Sadhana Sargam
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz