Husno ishq ki ye kahani
Har dil ki jani pehchani
Mila jaha par aag aur pani
Duniya kahti use jawani
Kahi shiri kahi farihad
Kahi sheti kahi murad
Har dil ko kare aabad
Jawani zindabad jawani zindabad
Jawani zindabad jawani zindabad
Har gham se hai aajad
Jawani zindabad jawani zindabad
Jawani zindabad jawani zindabad
Jispe jawani jab jab
Aayi kano mein baji shehnayi
Jispe jawani jab jab
Aayi kano mein baji shehnayi
Sal solhava jis din lage
Tan pichhe man aage bhage
Bina bat ke khoyi khoyi
Aadhi jagi aadhi soyi
Honth gulabi jab jab khole,
Hans hans ke koi bat bhi bole
Har bat pe milti dad, jawani zindabad
Jawani zindabad jawani zindabad
Jawani zindabad jawani zindabad
Ye chanchal madmast jawani
Jaise chadhti nadi ka pani
Ye chanchal madmast jawani
Jaise chadhti nadi ka pani
Jaha bhi uth gayi gori bahe,
Ruk gaye raste tham gayi rahe
Lekin jab ye aankh milaye
Dil ke tukde karati jaye
Jaha bhi chhanke iski payal
Teen mare aur terah ghayal
Huye aashiq kayi barbad
Jawani zindabad jawani zindabad
Jawani zindabad jawani zindabad
Husno ishq ki ye kahani
Har dil ki jani pehchani
Mila jaha par aag aur
Pani duniya kahti use jawani
Kahi shiri kahi farihad
Kahi sheti kahi murad
Har dil ko kare aabad
Jawani zindabad jawani zindabad
Jawani zindabad jawani zindabad.
Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy
Udit Narayan
Amit Kumar, Sadhana Sargam
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Amit Kumar, Suresh Wadkar