Chali kaunse desh
Gujariya tu saj dhaj ke
Chali kaunse desh
Gujariya tu saj dhaj ke
Jaun piya ke desh o
Rasiya mai saj dhaj ke
Jaun piya ke desh o
Rasiya mai saj dhaj ke
Chali kaunse desh
Gujariya tu saj dhaj ke
Chhalke mat pita ki
Ankhiya rowe tere
Bachapan ki sakhiya
Bhaiya kare pukar ho
Bhaiya kare pukar naa
Jaa ghar aangan taj ke
Jau piya ke desh o
Rasiya mai saj dhaj ke
Chali kaunase desh
Gujariya tu saj dhaj ke
Dur desh mere pi ki najariya
Mai unki hu mere sanwariya
Bandhi lagan ki dor ho
Bandhi lagan ki dor
Maine sab soch samajhake
Jau piya ke desh o
Rasiya mai saj dhaj ke
Chali kaunase desh
Gujariya tu saj dhaj ke
Do din jag me dhum
Machaye jake koyi
Wapas naa aaye
Khoj khoj thak jaye ho
Khoj khoj thak jaye do
Naina chand suraj ke
Jau piya ke desh o
Rasiya mai saj dhaj ke
Chali kaunase desh
Gujariya tu saj dhaj ke.
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Madhubala Zaveri, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)