Chalo bhool jayein jahan ko yaha do ghadi
Bite hue pal nahi laute fir kabhi
Hatho pe likhe mera naam hotho se tu
Wahi meri manjil kaha le chale aaj tu
Chalo bhool jayein jahan ko yaha do ghadi
Bite hue pal nahi laute fir kabhi
Hatho pe likhde mera nam hotho se tu
Wahi meri manjil jaha le chale aaj tu
Teri mang mein hum irade bhare
Pure sabhi aaj wade kare
Dil ko yaki mere aata nahi
Bharam mere dil se ye jata nahi
Bharam mere dil se ye jata nahi
Chalo bhool jaye jahan ko yaha do ghadi
Bite hue pal nahi laute phir kabhi
Hatho pe likhde mera naam hotho se tu
Wahi meri manjil jaha le chale aaj tu
Koi bhul ho maf karna sanam
Kabhi waqt dhaye jo hampe sitam
Wafa ki dagar par hamesha chale
Khushi ho ya hamesha sath har dum rahe
Khushi ho ya hamesha sath har dum rahe
Chalo bhoola jayein jahan ho yaha do ghadi
Bite hue pal nahi laute fir kabhi
Hatho pe likhde mera naam hotho se tu
Wahi meri manjil jaha le chale aaj tu
Chalo dur kohre mein kho jaye hum
Alag is jamane se ho jaye hum
Kal hum jaha me rahenge nahi
Yade hamari rahengi yahi
Yade hamari rahengi yahi
Chalo bhool jayein ko yaha do ghadi
Bite hue pal nahi laute fir kabhi
Hatho pe likhde mera naam hotho se tu
Wahi meri manjil jaha aaj le chale tu.
Kishore Kumar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Neil Nitin Mukesh
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar