Chamaka pasina banke nagina
Chamaka pasina banke nagina
Kali raat biti re kali teri biti
Kali raat biti re kali teri biti
Mehnat jiti re mehnat jiti
Chamaka pasina banke nagina
Kali raat biti re kali teri biti
Kali raat biti re kali teri biti
Mehnat jiti re mehnat jiti
Gao re gao khushiyan manao
Gao re gao khushiyan manao
Ab humko dar kaisa
Apne hatho apna nasiba
Likhlo chahe jaisa
Kam ka duja nam nasiba
Kam se karlo preeti
Chamaka pasina chamaka
Pasina banke nagina
Kali raat biti re kali teri biti
Kali raat biti re kali teri biti
Mehnat jiti re mehnat jiti
Mahki hai galiya hotho pe kaliya
Mahki hai galiya hotho pe kaliya
Aanhko me lahko bate
Ghadiya suhani bhige jawani
Pyar ki ye barsate
Sath diya hai samne hamara
Bazi kabhi to jiti
Chamaka pasina chamaka
Pasina banke nagina
Kali raat biti re kali teri biti
Kali raat biti re kali teri biti
Mehnat jiti re mehnat jiti
Ab lahko ki mehnat ka fal
Ab lahko ki mehnat ka fal
Ek na kha payega
Badhne ka mauka jine ka awsar
Sabko diya jayengah
Hat jaye duniya se
Garibi apni hai ye niti
Chamaka pasina chamaka
Pasina banke nagina
Kali raat biti re kali teri biti
Kali raat biti re kali teri biti
Mehnat jiti re mehnat jiti
Mehnat jiti re mehnat jiti
Mehnat jiti re mehnat jiti.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Suman Kalyanpur