Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi
Kaha kaha se aa jate hai
Raat ke rahi rang zamane
Jite jinki bhul ki thokar
Roz ki taza thokar khane
Kuch jaane kuch pehchane
Aur kuch in mein anjane
Kuch jaane kuch pehchane
Aur kuch in mein anjane
Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi
Aankh mein jhuthi rangini hai
Jivan sabka fika fika
Har mathe par laga huya hai
Gam ke chandan ka ek tika
Apna apna dard chhupaye
Chalte phirte yeh saye
Apna apna dard chhupaye
Chalte phirte yeh saye
Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi
Kadam kadam par jinke aise
Mayusi ke lage hai pehre
Hath me lekar wo paimane
Dekh rahe hai khwab sunhare
Pagal man ko yu bahlaye
Kadam kadam par dhokha khaye
Pagal man ko yu bahlaye
Kadam kadam par dhokha khaye
Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Udit Narayan
Bali Brahmbhatt
Alka Yagnik, Vinod Rathod
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu