Chanda ka rang liye
Taaro ka sang liye
Chanda ka rang liye
Taaro ka sang liye
Sapno ki duniya mein aaj
Aaj koi aa raha hai
Aaj koi aa raha hai
Chanda ka rang liye
Taaro ka sang liye
Sapno ki duniya mein aaj
Aaj koi aa raha hai
Aaj koi aa raha hai
Kirno ki dor mein chand ka jhula
Jhulu piya ke saath
Hasti bahar mein
Phoolo ki kyar mein
Gupchup jiya mein aaj
Ha aaj koi ga raha hai
Aaj koi ga raha hai
Pauv nahi rukte naina kyu jhukte
Ud ud jiyrwa it ut jaye
Pauv nahi rukte naina kyu jhukte
Ud ud jiyrwa it ut jaye
Ambar se aankh se badal se tak mein
Dharti ke mann mein aaj
Aaj rang naya aa raha hai
Rang naya aa raha hai
Chunri saloni naar hamko
Ghayal karo na ji ghunghat ki ott se
Tum sharmao na aji ghabrao na
Aji hamko tumhare paas
Dil ye mera la raha hai
Dil ye mera la raha hai
Chanda ka rang liye
Taaro ka sang liye
Sapno ki duniya mein aaj
Aaj koi aa raha hai
Aaj koi aa raha hai.
Snehal Bhatkar