Chanda ke desh mein rehti ek rani
Chanda ke desh mein rehti ek rani
Aankhen uski chanchal sitare
Bijli se ujli uski jawani
Chanda ke desh mein rehti ek rani
Chanda ke desh mein rehti ek rani
Chandi sa jhil mil mahal wo hansi
Jisme basi hai ek najni
Humne jo dekha to aaya yakin
Duniya mein us jaisa koi nahi
Uski adaye sabse zuda hai
Uski jhalak par duniya deewani
Chanda ke desh mein rehti ek rani
Chanda ke desh mein rehti ek rani
Badal ke rath par nikalti hai wo
Bijli ke dole mein chalti hai wo
Indradanush uski angdai hai
Chanda hi jiski parchhai hai
Baate kare to jhadke hai moti
Puchho na uski jadubayani
Chanda ke desh mein rehti ek rani
Chanda ke desh mein rehti ek rani
Nazo ada se sawarti hai wo
Har phul mein rang bharti hai wo
Dharti ke raja pe marti hai wo
Bachcho se bhi pyar karti hai wo
Chanda mein dekho kante hai charkha
Khatm huyi ab apni kahani
Chanda ke desh mein rehti ek rani.
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Seeta Agarwal, Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Asha Bhosle
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)