Zulm Bhi Karte Hai - Mera Ghar Mere Bachche lyrics | Mera Ghar Mere Bachche - Zulm Bhi Karte Hai lyrics

Zulm Bhi Karte Hai is a hindi song from the 1960 movie Mera Ghar Mere Bachche. Zulm Bhi Karte Hai singers are Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. Zulm Bhi Karte Hai composer is Sardar Malik and Zulm Bhi Karte Hai lyricist or song writer is Hasrat Jaipuri. Zulm Bhi Karte Hai music director is Sardar Malik. Zulm Bhi Karte Hai features Sohrab Modi, Sulochana, Sundesh, Subiraj, Kumar, Naaz, Daisy Irani, Nana Palsikar. Zulm Bhi Karte Hai director is and the producer is . The audio of Zulm Bhi Karte Hai song was released on null by Saregama. Zulm Bhi Karte Hai YouTube video song can be watched above.


Zulm bhi karte hai
Zulm bhi karte hai aur kehte hai
Fariyad na kar
Ek bulbul pe sitam
O mere saiyad na kar
Ek bulbul pe sitam


Main hu tera meri
Ummid ko nasad na kar
Meri ulfat ko samajh le
Meri ulfat ko samajh le
Mujhe barbad na kar
Meri ulfat ko samajh le


Kuch na pucho bade
Zalim hai zamane wale
Dil kahi aankh kahi
Ja ke milane wale
Dil kahi aankh kahi
Ja ke milane wale
Ab koi yaad bhi aaye to
Use yaad na kar
Ek bulbul pe sitam
O mere saiyad na kar
Ek bulbul pe sitam


Sab to zalim nahi hote
Hai zamane wale
Sab to zalim nahi hote
Hai zamane wale
Ishq mein jaan bhi
Dete hai nibhane wale
Ishq mein jaan bhi
Dete hai nibhane wale
Haye re betat na kar
Meri ulfat ko samjhle
Mujhe barbad na kar
Meri ulfat ko samjh le


Pyar sach hai to hume
Koi shikayat hi nahi
Pyar sach hai to hume
Koi shikayat hi nahi
Yeh na samajho ke hume
Tumse mohabbt hi nahi
Yeh na samajho ke hume
Tumse mohabbt hi nahi
Pyar se dil mein sama
Dil ki fariyad na kar
Pyar se dil mein sama.



Singers: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Sardar Malik
Music Director: Sardar Malik
Music Label: Saregama
Starring: Sohrab Modi, Sulochana, Sundesh, Subiraj, Kumar, Naaz, Daisy Irani, Nana Palsikar
Release on: null
1. Who is the music director of the song Zulm Bhi Karte Hai
Ans: Zulm Bhi Karte Hai song music director is Sardar Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Zulm Bhi Karte Hai
Ans: Zulm Bhi Karte Hai song singers are Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
3. Who is the Composer of the song Zulm Bhi Karte Hai
Ans: Zulm Bhi Karte Hai song composer is Sardar Malik
4. Who is the Lyricist of the song Zulm Bhi Karte Hai
Ans: Zulm Bhi Karte Hai song lyricist is Hasrat Jaipuri
5. What is the movie of the song Zulm Bhi Karte Hai
Ans: Zulm Bhi Karte Hai song is from Mera Ghar Mere Bachche
6. Who wrote the song Zulm Bhi Karte Hai
Ans: Zulm Bhi Karte Hai song is written by Hasrat Jaipuri

Find other songs in - Mera Ghar Mere Bachche

1
Mud Mud Ke

Mohammed Rafi

2
Dil Mera Nache

Mohammed Rafi, Seeta Agarwal, Suman Kalyanpur

3
Chanda Ke Desh Mein

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

4
Chahe Koi Zor

Mohammed Rafi

5
Baharo Se Puchho

Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur

6
Peena Haram Hai

Asha Bhosle

7
Wohi Udi Udi Ghataye

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)