Chenaab Ke Behte Huye Paani - Sohni Mahiwal lyrics | Sohni Mahiwal - Chenaab Ke Behte Huye Paani lyrics

Chenaab Ke Behte Huye Paani is a hindi song from the 1946 movie Sohni Mahiwal. Chenaab Ke Behte Huye Paani singers are G. M. Durrani, Zohrabai Ambalewali. Chenaab Ke Behte Huye Paani composer is Lal Mohammad and Chenaab Ke Behte Huye Paani lyricist or song writer is Swami Ramanand Saraswati. Chenaab Ke Behte Huye Paani music director is Lal Mohammad. Chenaab Ke Behte Huye Paani features Ishwar Lal, Begum Para, Mubarak, Bibi Dixit, Shobha Saeed. Chenaab Ke Behte Huye Paani director is and the producer is . The audio of Chenaab Ke Behte Huye Paani song was released on null by Saregama. Chenaab Ke Behte Huye Paani YouTube video song can be watched above.


Chenaab ke behte huye paani
Chenaab ke behte huye paani
Mere dilbar se keh de tu meri kahani
Mere dilbar se keh de tu meri kahani
Haaye chenaab ke behte huye paani
Chenaab ke behte huye paani


Mere dilbar ko keh de
Ye mera paighaam
Mere dilbar ko keh de
Ye mera paighaam
Teri yaad mein teri yaad mein
Roti hai subah shaam
Kehna ro ro ke huyi
Hai jawaani deewaani
Ro ro ke huyi hai jawaani deewaani
Chenaab ke behte huye paani
Mere dilbar se keh de
Tu meri kahani haaye
Chenaab ke behte huye paani


Jab se bas mein padi hai
Tu saiyyaad ke haaye ae
Jab se bas mein padi hai
Tu saiyyaad ke haaye ae
Tabse tukde huye dil e barbaad ke
Tabse tukde huye dil e barbaad ke
Daag seene ka hai ab to
Dil ki nishaani haaye ae
Daag seene ka hai ab to
Ab to dil ki nishaani haaye ae
Mere dilbar se keh de
Tu meri kahani
Mere dilbar se keh de
Tu meri kahani haaye
Chenaab ke behte huye paani
Chenaab ke behte huye paani


Shamaa pe jal jaaye jaise patangaa
Shamaa pe jal jaaye jaise patangaa
Tu bhi to mohabbat mein jal jaa
Tu bhi to mohabbat mein jal jaa
Ulfat lafaani ye duniya hai faani
Mere dilbar se keh de
Tu meri kahani
Mere dilbar se keh de
Tu meri kahani
Haaye chenaab ke behte
Huye paani chenaab ke.



Movie/album: Sohni Mahiwal
Singers: G. M. Durrani, Zohrabai Ambalewali
Song Lyricists: Swami Ramanand Saraswati
Music Composer: Lal Mohammad
Music Director: Lal Mohammad
Music Label: Saregama
Starring: Ishwar Lal, Begum Para, Mubarak, Bibi Dixit, Shobha Saeed
Release on: null
1. Who is the music director of the song Chenaab Ke Behte Huye Paani
Ans: Chenaab Ke Behte Huye Paani song music director is Lal Mohammad
2. Who is/are the singer/singers of the song Chenaab Ke Behte Huye Paani
Ans: Chenaab Ke Behte Huye Paani song singers are G. M. Durrani, Zohrabai Ambalewali
3. Who is the Composer of the song Chenaab Ke Behte Huye Paani
Ans: Chenaab Ke Behte Huye Paani song composer is Lal Mohammad
4. Who is the Lyricist of the song Chenaab Ke Behte Huye Paani
Ans: Chenaab Ke Behte Huye Paani song lyricist is Swami Ramanand Saraswati
5. What is the movie of the song Chenaab Ke Behte Huye Paani
Ans: Chenaab Ke Behte Huye Paani song is from Sohni Mahiwal
6. Who wrote the song Chenaab Ke Behte Huye Paani
Ans: Chenaab Ke Behte Huye Paani song is written by Swami Ramanand Saraswati

Find other songs in - Sohni Mahiwal

1
O Tujhpe Salaam Aey Mere

G. M. Durrani, Zohrabai Ambalewali

2
Teri Sohni Pukare Kare

Zohrabai Ambalewali

3
Tumhare Sang

Lata Mangeshkar

4
Teri Mehfil Tera Jalwa

Mohammed Rafi

5
Najariya Lad Gayi

Lata Mangeshkar

6
Maula Tere Huzur

Lata Mangeshkar

7
Aaj Galiyon Me

Mohammed Rafi

8
Ae Mere Maalik

Lata Mangeshkar

9
Mera Bichda Yaar Mila De

Lata Mangeshkar

10
Eid Kaa Din

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

11
Duniya Hai Isikaa Naam

Mohammed Rafi

12
Aane Vaale Ko

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

13
Chand Chhupa Aur Tare

Mahendra Kapoor

14
Mujhe Dulhe Ka Sehra

Asha Bhosle, Shabbir Kumar

16
Sohni Chinab De Kinare Se Pukare (Sad)

Anupama Deshpande, Anwar Hussain

17
Rab Tumhe Maaf Kare

Anwar Hussain, Asha Bhosle

18
Bol Do Mithe Bol Sohniya

Asha Bhosle, Shabbir Kumar