Balle balle balle balle sehra
Balle balle balle balle sehra
Ye chand ke jaisa sehra
Uspe phoolo ka sehra
Dholi ne dhol bajaya
Main kitni door se aaya
Ek pardesi awara
Ek pardesi awara
Ek pardesi awara
Ek pardesi awara
Ek pardesi awara
Duniya ke gham ka mara
Mujhe aaj hasne hasane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do
Jashan e sadi manane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do
Kitni hain khoob jodi
Sabki mahboob ye jodi
Ye dono kismat wale
Kismat ke khel nirale
Ye khusiya ye barate
Har jagah kaha ye bate
Ye khusiya ye barate
Har jagah kaha ye bate
Dil ki bato ko hotho pe aane do
Mujhe dulhan ki doli lane do
Mujhe dulhan ki doli lane do
Jashan e sadi manane do
Ho mujhe dulhe ka sehra gane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do
Tu kon koi sahjadi oye
Main kon koi faryadi
Kya mai kya mera afsana
Apno mein ek begana
Tu kon koi sahjadi
Main kon koi faryadi
Kya main kya mera afsana
Apno mein ek begana
Kya jane log deewane
Milne ke kai bahane
Kya jane log deewane
Milne ke kai bahane
Kya jane log deewane
Milne ke kai bahane
Zara mahfil ko rang mein aane do
Mujhe dulhan ki doli lane do
Mujhe dulhan ki doli lane do
Ek pardesi awara
Ek pardesi awara
Ek pardesi awara
Duniya ke ghum ka mara
Mujhe aaj hasne hasane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do
Jashan e sadi manane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do.
G. M. Durrani, Zohrabai Ambalewali
G. M. Durrani, Zohrabai Ambalewali
Zohrabai Ambalewali
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Anupama Deshpande, Anwar Hussain
Anwar Hussain, Asha Bhosle
Asha Bhosle, Shabbir Kumar