Palko ki had se bahar aasu nikal na aaye
Kahde musfiro se manjil pe thahar jaye
Chhalke na gham ke pyale piye ja piye ja
In aasuo ko piye ja piye ja
Chhalke na gham ke pyale piye ja piye ja
In aasuo ko piye ja piye ja
Khusiyo mein mukuraya toh
Dukh mein bhi muskura
Dukh mein bhi muskura
Khusiyo mein mukuraya toh
Dukh mein bhi muskura
Dukh mein bhi muskura
Kanto se khelta hua gulshan se gujar ja
Ho gulshan se gujar ja
Kanto se khelta hua gulshan se gujar ja
Ho gulshan se gujar ja
Matwale o matwale jiye ja jiye ja
In aansuo ko piye ja piye ja
Chhalke na gham ke pyale piye ja piye ja
In aansuo ko piye ja piye ja
Bahne lage na chhala koi dil ka fut ke
Dil ka fut ke
Bahne lage na chhala koi dil ka fut ke
Dil ka fut ke
Tare na gir pade kahi daman pe tut ke
Daman pe tut ke
Tare na gir pade kahi daman pe tut ke
Daman pe tut ke
Aaho se dil ke chale siye ja siye ja
Chhalke na gham ke pyale piye ja piye ja
In aasuo ko piye ja piye ja.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Sulochana Kadam
Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar