Sonewale jaag zara kyu
Samay suhana khota hai
Koi musafir dera dale
Koi ruksar hota hai
Jisko tune ghar samjha
Ye duniya musafir khana hai
Jisko tune ghar samjha
Ye duniya musafir khana hai
Bari bari ek din sabko
Chod ke ye ghar jana hai
Ye duniya musafir khana hai
Char dino ka jinan leke
Dunia me tu aaya hai
Mitti ka tu putla hai
Aur shish mahal banwaya hai
Aur shish mahal banwaya hai
Ye na soche ek din tujhko
Mitti mein mil jana hai
Deewana hai deewana hai
Duniya musafir khana hai
Thodi der ka hai ye tamasha
Thodi der ki hai ye bahar
Aandhi ke ek jhoke se
Lut jayega tera ye gulzar
Lut jayega tera ye gulzar
Yahi hamesha rahna hai tujhko
Tune agar ye jana hai
Deewana hai deewana hai
Duniya musafir khana hai
Dum hi dum ki duniya hai ye
Dum ka kaum bharosha re
Ghadi ghadi ghadiyal pukare
Kafil hosh me aa ja re
Rashte ko tu manjil samjhe
Manjil se begana hai
Deewana hai deewana hai
Duniya musafir khana hai
Jisko tune ghar samjha
Ye duniya musafir khana hai.
Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar