Chham se aaye chham se jaaye
Ik jhalak dikhlake
Chham se aaye chham se jaaye
Ik jhalak dikhlake
Main hoon pyasa tu ghata hai
Aa pyas meri bujha
Aa ikde aa ho gori zara ikde aa
Aa ikde aa ho gori zara ikde aa
Aise take kaise jhake
Dekhe kyu lalchake
Aise take kaise jhake
Dekhe kyu lalchake
Kya hai tera mera rishta
Tu chhod rashta mera
Tikde ja ho pora zara tikde ja
Tikde ja ho pora zara tikde ja ja ja
Bago mein kaliya kaliyo mein khushboo
Khushboo mein dubi teri jawani
Bago mein kaliya kaliyo mein khushboo
Khushboo mein dubi teri jawani
Pagal pawan mera pichha na kar tu
Aise bana na jhuthi kahani
Tu hai dali phulo wali
Tu hai dali phulo wali
Kate na dil mein chubha
Aa ikde aa ho gori zara ikde aa
Tikde ja ho pora zara tikde ja
Aise pakad na meri kalai
Dekhegi duniya main dungi duhai
Aise pakad na meri kalai
Dekhegi duniya main dungi duhai
Doori sahi nahi jayegi humse
Jeene na dengi teri judai
O deewane dil hi jaane
O deewane dil hi jaane
Tera irada hai kya
Tikde ja ho pora zara tikde ja
Ikde aa ho gori zara ikde aa
Sagar mein sipi sipi mein moti
Moti ke jaisa tera badan hai
Sagar mein sipi sipi mein moti
Moti ke jaisa tera badan hai
Yu dekh ke mere gore badan ko
Kyu tere man mein jagi chubhan hai
Dil mein aake dil chura ke
Dil mein aake dil chura ke
Yun na mujhe tadpa
Ikde aa ho gori zara ikde aa
Tikde ja ho pora zara tikde ja
Inge wa ho gori zara ange wa
Ange po ho appa ange po.
Sharon Prabhakar
Kishore Kumar