Chhoti si hai zindagi apni khushi se ji
Duniyaa ko chhod tujhe duniyaa se kyaa
Baat kaisi gham ki khushiyon kaa ras pi
Duniyaa ko chhod tujhe duniyaa se kyaa
Chhoti si hai zindagi apni khushi se ji
Tu aage aage chal peechhe duniyaa ko aane de
Tu aage aage chal peechhe duniyaa ko aane de
Dekh dekh duniyaa jo jale jal jaane de
Dekh dekh duniyaa jo jale jal jaane de
Jale jal jaane de
Duniyaa ki dosti tere kis kaam ki
Duniyaa ko chhod tujhe duniyaa se kyaa
Chhoti si hai zindagi apni khushi se ji
Duniyaa ko chhod tujhe duniyaa se kyaa
Chhoti si hai zindagi apni khushi se ji
Subah ho yaa shaam tujhe masti se kaam ho
Subah ho yaa shaam tujhe masti se kaam ho
Dil ke siwaa na kabhi kisi kaa ghulaam ho
Dil ke siwaa na kabhi kisi kaa ghulaam ho
Kisi kaa ghulaam ho
Kaisi hai ye zindagi jeenaa hai to aise ji
Duniyaa ko chhod tujhe duniyaa se kyaa
Chhoti si hai zindagi apni khushi se ji
Duniyaa ko chhod tujhe duniyaa se kyaa
Chhoti si hai zindagi apni khushi se ji.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood