Duniya ke banane wale ne
Kya chiz banayi hai ladki
Dunia ke banane wale ne
Kya chiz banayi hai ladki
Ikrar kare na kare koi
Ikrar kare na kare koi
Izhar kare na kare koi
Har dil me shamai hai ladki
Duniya ke banane wale ne
Kya chiz banayi hai ladki
Chehre ka rang khil jata hai
Chehre ka rang khil jata hai
Sar jhuke hue samjhate hai
Aa jaye samne jab ladki
Budhe bhi jawa ban jate hai
Ladki wo chiz har dil dil aziz
Iske marj dilwale
Kya nojwan chote mahan sab ek saman
Matwale
Insan to kya bhagwan ne bhi
Dekha to tabiyar fadki
Duniya ke banane wale ne
Kya chiz banayi hai ladki
Duniya ke banane wale ne
Kya chiz banayi hai ladki
Koi lal rumal lagata hai
Koi lambe bal badhata hai
Ladki ka man lalchane ko
Koi motar car dikhata hai
Koi sajta or sawarta hai
Koi sajta or sawarta hai
Are ladki ka dil pane ko
Jo kuch bhi karta hai insan
Din or rat ladki ki bat
Iske hi sath sukh sare
Ye rup rang kare dhyan bhang
Muni or malang sab hare
Dekh ke ladki sabke dil me
Aag pyar ki bhadki bhadki
Duniya ke banane wale ne
Kya chiz banayi hai ladki
Duniya ke banane wale ne
Kya chiz banayi hai ladki
Majnu ki tarah laila le liye
Koi diwana ban jata hai
Shri ke liye farhad koi
Parwat ko nahar banata hai
Tani jo mile to tansen
Rago ke deep jalata hai
Ladki se bichad jaye to koi
Kalidas ban jata hai
Koi fauje lekar aata hai
Koi tajo takt luta ta hai
Koi dhale ise ajanta me
Koi tajmahal banwata hai
Sangeet kar or geet gar
Sbke apar iske gun gaye
Sayar kalam likh kar tamam
Duniya me nam pa jaye
Ladki ka saya padte hi
Pathar ke sine me aag dhadki
Duniya ke banane wale ne
Kya chiz banayi hai ladki.
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Aziz Nazan
Kishore Kumar
Kishore Kumar