Chor chori se jaye hera pheri se na jaye
Chor chori se jaye hera pheri se na jaye
Luta hai pyar kisi ka china hai yar kisi ka
Are fir bhi sharam na aaye
Haye fir bhi sharam na aaye
Chor chori se jaye hera pheri se na jaye
Chor chori se jaye hera pheri se na jaye
Raat ko are rat ko chori chori daku dale
Ye jalim to
Ye jalim to dil ko tode dilwalo ke tale
Kon kahta hai isko chori
Ye to hai sina jori
Sari dunia hasi udaye
Are phir bhi sharam na aaye
Haaye phir bhi sharam na aaye
Chor chori se jaye hera pheri se na jaye
Chor chori se jaye hera pheri se na jaye
Are bag kisi ka phul kisi ke
Ban baitha ye mali
Dil hi dil me
Are dil hi dil me kosh rahi hai isko dali dali
Kachi kaliyo ka dil ye tode
Or jidd na apni chode
Apna karaya aankh dikhaye
Are phir bhi sharam na aaye
Haye phir bhi sharam na aaye
Chor chori se jaye hera pheri se na jaye
Chor chori se jaye hera pheri se na jaye
Are phir bhi sharam na aaye
Haye fir bhi sharam na aaye
Chor chori se jaye hera pheri se na jaye
Chor chori se jaye hera pheri se na jaye.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Mohammed Rafi