Jab bhi ji chahe nai
Duniya basa lete hai log
Jab bhi ji chahe nai
Duniya basa lete hai log
Ek chehre pe kai
Chehre laga lete hai log
Ek chehre pe kai
Chehre laga lete hai log
Jab bhi ji chahe nai
Duniya basa lete hai log
Ek chehre pe kai
Chehre laga lete hai log
Ek chehre pe kai
Chehre laga lete hai log
Yaad rahta hai kise
Guzre zamane ka chalan
Yaad rahataa hai kise
Sard pad jati hai chahat
Haar jati hai lagan
Ab mohabbat bhi hai
Kya ik tijarat ke siva
Ham hi nadan the jo
Odha biti yado ka kafan
Varna jine ke liye sab
Kuchh bhula lete hai log
Varna jine ke liye sab
Kuchh bhula lete hai log
Ek chehre pe kai
Chehre laga lete hai log
Jane vo kya log the
Jinko wafa ka paas tha
Jane vo kya log the
Dusre ke dil pe kya
Guzregi ye ehasas tha
Ab hai patthar ke
Sanam jinko ehasas na ho
Wo zamana ab kaha jo
Ahal-e-dil ko raas tha
Ab to matlab ke liye
Naam-e-wafa lete hai log
Ab to matlab ke liye
Naam-e-wafa lete hai log
Jab bhi ji chahe nai
Duniya basa lete hai log
Ek chehre pe kai chehre
Laga lete hai log
Ek chehre pe kai chehre
Laga lete hai log.
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Meenu Purushottam
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar