Hum kya jaane teri
Baatein tu hi jaane ram
Kis ke dil par na jaane
Likh de kis ka naam
Oh leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Oh leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Oh leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Der na kar chal saath mere chal
Der na kar chal saath mere chal
Bitiya jaaye umariya
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Oh jaldi se ab ghoonghat khol
Mitte bol do mu se bol
Oh jaldi se ab ghoonghat khol
Mitte bol do mu se bol
Jhaak jharoke se bahar teri
Gali main baj gaya dhol
Tu kaisa hai deewana
Tu kaisa mastana
Tu kaisa anjaana deewana mastana
Oh mai to naachi beech bajariya
Oh mai to naachi beech bajariya
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Oh pehle pyaar to hum karle
Baad mein tu sharma lena
Pehle pyaar to hum karle
Baad mein tu sharma lena
Pal do pal dil khush karde
Jeevan bar tadpa lena
Tu kaisa hai deewana
Tu kaisa mastana
Tu kaisa anjaana deewana mastana
Oh mai to naachi beech bajariya
Oh mai to naachi beech bajariya
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Der na kar chal saath mere chal
Der na kar chal saath mere chal
Bitiya jaaye umariya
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Dulhaniya ho gayi tumhaari re
Dulhaniya ho gayi tumhaari re
Dulhaniya ho gayi tumhaari re
Dulhaniya ho gayi tumhaari re
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya
Leke pyaar ki chunariya
Darwaaje pe khade hai savariya.
Falguni Pathak
Kamal Khan
Pamela Jain, Udit Narayan
Jaspinder Narula
Abhijeet Bhattacharya, Pamela Jain
Kamal Khan, Sneha Pant