Chup Chup Apni Jaan Pe - Jeeo Aur Jeene Do lyrics | Jeeo Aur Jeene Do - Chup Chup Apni Jaan Pe lyrics

Chup Chup Apni Jaan Pe is a hindi song from the 1982 movie Jeeo Aur Jeene Do. Chup Chup Apni Jaan Pe singer is Mohammed Rafi. Chup Chup Apni Jaan Pe composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Chup Chup Apni Jaan Pe lyricist or song writer is Verma Malik. Chup Chup Apni Jaan Pe music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Chup Chup Apni Jaan Pe features Jeetendra, Reena Roy, Danny Denzongpa, Vijayendra Ghatge, Jagdeep, Satyendra Kapoor, Kader Khan, Kaajal Kiran, Raj Kiran, Mehmood Jr., Raza Murad, Narendra Nath, Nutan, Lalita Pawar, Pran. Chup Chup Apni Jaan Pe director is and the producer is . The audio of Chup Chup Apni Jaan Pe song was released on null by Saregama. Chup Chup Apni Jaan Pe YouTube video song can be watched above.


Chup chup apni jaan pe
Sah ja duniya ka anyay
Koi nahi is dharti par
Jo tera dard bataye


Sita ke liye likha hai yahi
Har yug me agni pariksha de
Sita ke liye likha hai yahi
Har yug me agni pariksha de
Dukh sah ke bhi mukh se kuch na kahe
Man ko dhiraj ki siksha de
Sita ke liye likha hai yahi


Gairo ke kadwe bol sune
Apno ka atyachar sahe
Gairo ke kadwe bol sune
Apno ka atyachar sahe
Jis ram ke sang ban ban bhatke
Us ram ke bhi dutkar sune
Dharti me shamane se pahle
Dharti me shamane se pahle
Dharti ki tarah har bar sahe
Sita ke liye likha hai yahi


Purusho ki banai duniya me
Kya ik nari ka man na bache
Purusho ki banai duniya me
Kya ik nari ka man na bache
Jis jahar se ram ka man na bacha
Us jahar se kya insan bache
Jo reet yugo se jari hai
Jo reet yugo se jari hai
Us reet se kaise jaan bache
Sita ke liye likha hai yahi


Is andhi bahari nagri me
Jab jab sita ko aana hai
Is andhi bahari nagri me
Jab jab sita ko aana hai
Jite ji kasht uthana
Marne pe sati kahlana hai
Marne pe sati kahlana hai
Itihas ke panno ko sadiyo
Itihas ke panno ko sadiyo
Yuhi ye katha dohrana hai


Sita ke liye likha hai yahi
Har yug me agni pariksha de
Dukh sah ke bhi mukh se kuch na kahe
Man ko dhiraj ki siksha de
Sita ke liye likha hai yahi



Movie/album: Jeeo Aur Jeene Do
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Verma Malik
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Jeetendra, Reena Roy, Danny Denzongpa, Vijayendra Ghatge, Jagdeep, Satyendra Kapoor, Kader Khan, Kaajal Kiran, Raj Kiran, Mehmood Jr., Raza Murad, Narendra Nath, Nutan, Lalita Pawar, Pran
Release on: null
1. Who is the music director of the song Chup Chup Apni Jaan Pe
Ans: Chup Chup Apni Jaan Pe song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Chup Chup Apni Jaan Pe
Ans: Chup Chup Apni Jaan Pe song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Chup Chup Apni Jaan Pe
Ans: Chup Chup Apni Jaan Pe song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Chup Chup Apni Jaan Pe
Ans: Chup Chup Apni Jaan Pe song lyricist is Verma Malik
5. What is the movie of the song Chup Chup Apni Jaan Pe
Ans: Chup Chup Apni Jaan Pe song is from Jeeo Aur Jeene Do
6. Who wrote the song Chup Chup Apni Jaan Pe
Ans: Chup Chup Apni Jaan Pe song is written by Verma Malik

Find other songs in - Jeeo Aur Jeene Do

1
Gore Rang Se Liptta Jaye

Asha Bhosle, Suresh Wadkar